Jis mahobat mein nafrath nahi hoti, us pyar mein kya maza,
Jis raah mein rukhawat nahi hoti, uspe chalne ka kya maza.

(extended by Ravi Balgi)
woh manzill hi kya, joh nazarane see mil jaayein
woh kashtee hi kya, joh khamosh samandar mein raj karein
andaaz ho toh ho us parwane jaisaa,
joh shamaa ki raaah chal, khudhiko jalaa detaa hain.